Teri Yaad
Tumse Milne mein jo tadap huwi hai
Tumse karu ya na karu mein bayan
Tumhari ankhen mujhse na mili hai
Phir ek baar milne ko hu bekarar
Tumse milna chahta hai dil
Teri adaaon se lagta hai dard yaar
Tu ek Ajnabi tha meri zindagi mein
Achanak bana tu kaise khas
Tumhe chahta hu par keh bhi na pau
Halat meri kya hai kahun kis tarah
Tu meri zindagi ka haseen pal hai
Jee loonga mein lekar teri yaad
No comments:
Post a Comment