Bin karwatein jhukaye tumne jo baat kahi
Aaj bin baat bataein hum toot gaye,
Jis pal se darein hum ne jaan bachaya
Ussi pyar ko khoya bin, Zubaan hilaye,
Chahat humari tumse kum nahi thi,
Izhaar humara tha jhoot kabhi nahi,
Tere bin na jeena hai hume koi pal kabhi nahi
Aur Tere Pyar ko Bhulaunga main kabhi nahi,
Is jaan ki koi kasam na loonga , par tere pyar se zyada kuch na hoga
Teri hasi pe jo din nikale woh, din hai sawera mera
Tu samjhe mere pyar ko uss din keliye main jaa bhi du
Jab pyaar mera or mujhe samaj jaye tu
Us pal keliye main aapni karwatein khulla rakhdunga !!!