Sunday, October 17, 2010
Mera . Izhar
Tere pyar ke liye pyasa ta
Har pal mein uspe tarasta tha
Jis roz dikh gaya taa wooh mujhe
Har pal mein unpe hi marta thaa
Mein na jaana tum ne kia socha ta
Tere pyar mein mein diwana ta
Tere pyar mein ji gaya mein yaha
Aab tere liye mujhe Jeena taa
Phir pal yeah mujh pe aab aaya hai
Meine khoya jo meine paya taa
Tune mujhse kuch bi to kaha nahi
Meine jana bin yeh kahe jane se
Tune socha mein na samaj paya ta
Tera ek eshara mein samaj hi gaya
Jab baat aayi ti teri zuban pe
Us pal hi mein samaj paya taa
Par jana na tune mere pyar ko
Pehchana nahi ekraar ko
Tu ne socha jo mein na janunga
Par bin kahe hi mein samaj gaya
Aab jaan le tu bi meri zubaan
Mein haar manta hu nahi
Tum yaad rakhlo meri yeah zubaan
Tum ko mein kabhi na bulaunga
Mere pyar ko jab samjhega tu
Tere aasuoko chupa na payega
Usrroz ko yaad rakhle tu
Tere aasuo ko behne na dunga
Aab tujh se wada hai yeah mera
Meri jaan se bhi hai yeah nyara
Mera dard tu jab samaj lega
Tab khood ko na rok tu payega
Mere pyar pe jo bharosa hai
Tujhko bi ek rooz ho jayega
Aab intezaar hai mujhko us ek rooz ki,
Jab tu mera pyar samajaye..
With Love
Addy Nair…
Subscribe to:
Comments (Atom)